बैंकिंग क्रेडिट कार्ड सरकारी योजनाएं बीमा लोन निवेश म्यूचुअल फंड पर्सनल फाइनेंस शेयर बाजार इनकम टैक्स रिटर्न देश UPI

PM Kisan Amount Calculator

Total Eligible Years 1 Year
Total Installments Received 3
Total PM Kisan Amount ₹6,000
Note: PM Kisan Yojana ke tahat eligible kisanon ko ₹6000 prati varsh 3 bar me ₹2000 ke installment ke roop me diya jata hai.

Bahut se kisan bhai ye janna chahte hain ki PM Kisan Samman Nidhi Calculator se unhe ab tak ya aane wale saalon me total kitni rashi milegi Kai baar kist ka hisab ya total amount samajhna mushkil ho jata hai PM Kisan Calculator isi problem ko simple banata hai Is tool me sirf eligible saal select karte hi aapko total installment aur total rashi turant dikh jati hai bina kisi calculation ke

How to Use PM Kisan Calculator

Step 1
Eligible years select kare jitne saal aap yojana ke liye eligible rahe

Step 2
Calculator turant total installments aur total PM Kisan amount dikha dega

Example Calculation

  • Eligible Period 2 saal

Result

  • Total Installments 6
  • Total Amount ₹12000

FAQs

PM Kisan Samman Nidhi Yojana kya hai
Ye sarkar ki yojana hai jisme kisanon ko saalana ₹6000 milte hain

PM Kisan me ek saal me kitni kist milti hai
Ek saal me 3 kist milti hain

Ek kist me kitni rashi milti hai
Har kist me ₹2000 milte hain

PM Kisan Calculator kya batata hai
Ye total saal ke hisab se installments aur total amount batata hai

Kya ye calculator official data par based hai
Haan ye PM Kisan ke fixed rule par based hai

PM Kisan ka paisa kab milta hai
Har saal teen bar kist ke roop me milta hai