Risk Profile Assessment Tool आपको यह समझने में मदद करता है कि आपको किस तरह का निवेश (Investment) चुनना चाहिए। निवेश करने से पहले अपनी जोखिम क्षमता (Risk Capacity) जानना बहुत जरूरी है।
Bahut se log bina apni risk capacity samjhe investment shuru kar dete hain Is wajah se kabhi nuksan hota hai to kabhi dar ke karan galat decision le liya jata hai Har vyakti ki umar income experience aur goal alag hota hai isliye sabke liye ek jaisa investment sahi nahi hota Risk Profile Assessment Tool isi samasya ka hal hai Ye tool aapki basic jankari ke adhar par aapka risk profile batata hai jisse aap apne liye sahi investment ka rasta chun sakte hain
How to Use Risk Profile Assessment Tool
Step 1
Sabhi sawalon ka jawab apni sahi sthiti ke hisab se select kare
Step 2
Button par click kare aur turant apna risk profile screen par dekhe
Example Calculation
Agar user ki sthiti ho
- Umar 30 saal
- Aay 40000 prati mahina
- Nivesh anubhav 3 saal
- Nivesh avadhi 5 saal
- Market girne par wait karne ki soch
- Goal long term wealth
- Emergency fund 6 mahine ka
Result
- Total score medium range me aata hai
- Risk profile Moderate nikalta hai
- User ke liye balanced investment sahi mana jata hai
FAQs
Risk profile kya hota hai
Risk profile aapki risk lene ki shamta ko batata hai
Risk profile assessment tool kya karta hai
Ye aapke jawab ke adhar par aapka risk level batata hai
Kya ye tool beginners ke liye sahi hai
Haan ye beginners ke liye bahut madadgar hai
Risk profile badal sakta hai ya nahi
Haan time ke sath income aur experience badalne par badal sakta hai
Kya is tool se investment guarantee milti hai
Nahi ye sirf guidance ke liye hota hai
Is tool ka use free hai ya nahi
Haan ye bilkul free tool hai
Kitni baar risk profile check karna chahiye
Jab bhi financial situation me bada change ho





